Get ready to feel the rhythm of the master composer, A.R. Rahman!
With his soul-stirring beats and profound lyrics, he has captured the hearts of millions around the world. And now, we’ve handpicked the best of his lyric captions to accompany your next Instagram post and take your captions game to a whole new level.
So, let’s pay homage to the Mozart of Madras and elevate your social media presence with these sassy, simple yet profound A.R.Rahman Lyric captions!
Use Original, Use CaptionWala!
Love A.R.Rahman Song Lyric Captions:
- Everybody wanna know be like be like, I really wanna be here with you. Is that enough to say that, We are made for each other is all that is Hosanna true. Hosanna… be there when you are calling i will be there. Hosanna… feeling like my life’s changed, I never wanna be the same.. its time we re-arrange i take a step, you take a step and me calling out to you.. – Hosanna
- Meri har man maani bas tum tak, Baatein bachkaani bas tum tak, Meri nazar deewani bas tum tak, Mere sukh-dukh aate jaate saare, Tum tak, tum tak, tum tak, sohne yar! – Tüm Tak
- Sun re sun beliya, Dil ne dhokha diya, Aankhein mili tumse naazani, Mere hosh-o-hawaas kho gaye. – Matargashti
- Sau Baar Bulaae MaiN Sau Baar Aau
Ik Baar Jo Dil Diyaa
Ik AaaNkh Roye To Dujii Bolo
Soyegii Kaise Bhalaa – Tu Hi Re
- Ye Cheena Bhi Na Cheena Bhi
Hai Dono Ka Tumse Hi Vaasta
Ho Main Hi Toh Hoon Tera Pata
Hai Doosra Na Koi Raasta – Mahi Ve
- Pheeki-pheeki beswaadhi, ye ratiyaan
Kaatore kate naa kate naa
Ab tere binaa sajnaa sajnaa
Kaate Kate naa – Tere Bina
- Kyon urdu faarsi bolthe ho
Das kehthe ho do tolthe ho
Jhooton ke shehenshah bolo na – Ay Hairathe
- Dil to aakhir dil hai na, Mithi si mushkil hai na
Piya-piya, piya-piya, piya na piya
Jiya-jiya, jiya na jiya
Dil se re – Dil Se
- Tumko dekh ke yoon lagta hai
Koi bichda khwab aaya hai
Barson lambi raat se guzre
Subah ka jhonka laut aaya hai
Bahut der jaagi
Bahut door aayi
Khwab ne chhodi na meri kala – Saans (Reprise)
- Dhuaan chhanta khula gagan mera
Nayi dagar naya safar mera
Jo ban sake tu hamsafar mera
Nazar mila zara – Roobaroo
- Maana anjaan hai tu mere vaaste, Maana anjaan hoon main tere vaaste. Main tujhko jaan loon, tu mujhko jaan le, Aa dil ke paas aa is dil ke raaste.. Jo tera haal hai vo mera haal hai, Is haal se haal mila, o Taal se taal mila, o, taal se taal mila – Taal Se Taal Mila
- Naino ke ghaat leja
Naino ki naiyyan
Patwaar tu hai meri
Tu khawaiyya
Jaana hai paar tere
Tu hi bhanwar hai
Pohchegi paar kaise
Naazuk si naiyya – Tum Tak
- Chali re chali re junoon ko liye
Katra katra lamhon ko piye
Pinjre se udha dil ka shikra
Khudi se maine ishq kiya re – Jiya Re
- Jise Tu Gungunaye Meri Dhun Hai Wahin
Tu Bin Bataye Mujhe Le Chal Kaheen
Jahan Tu Muskuraye Meri Manzil Wahin – Tu Bin Bataye
- Aankhon ne kuch aise chhua, halka halka uns hua
Halka halka uns hua dil ko mehsoos hua – Satrangi Re
- Kahin se
Kahin ko bhi
Aao bewajah chale
Pooche bina kisi se, Hum mile
Bandishein naa rahin
Koi baaki – Tum Ho
- Tu dil mein maahi aaya hai
Maine maahi paaya hai
Nazar laaye naa, koi nazar laaye naa ,Dil ne shagun manaaya hai
Ishq parauhna aaya hai
Nazar laaye na, koi nazar laaye na
Nazar laaye jo tumko jal jaaye woh – Nazar Laaye
- Aisa hota hai khayalon mein aksar,
Tujhko sochu to mehek jaati hu,
Meri rooh mein bassi hai teri khushbu,
Tujhko choo lu to behek jaati hu – Tu Muskura
- Sun sun le sajan rahe janam janam
Hum prem nagar ke baasi – O Re Chori
- Kabhi Neem Neem, Kabhi Shahad Shahad, Kabhi Naram Naram, Kabhi Sakht, Mora Piya Mora Piya Mora Piya – Kabhi Neem Neem
- Pyaar se jaane kyoon tumko uljhan hai, Pyaar to saari duniya pe hai maherabaan – Que Sera Sera
- Aye nazneen suno na
Hamein tum pe haq to do na
Chaahe to jaan lo na
Ke dekha tumhein to hosh udd gaye..
Honth jaise kud hi sil gaye
Yeh honth jaise kud hi sil gaye – Aye Nazneen Suno Na
Motivational A.R.Rahman Song Lyric Captions:
- Ainve lok-laaj ki soch soch ke, Kyun hai aafat daali, Tu le naam Rab ka, naam Sai ka, Ali Ali Ali Ali. – Patakha Guddi
- Duvidha ke din beet gaye
Bhaiya malhaar sunaao – Ghanan Ghanan
- Dheere Dheere Zara Dum Lena
Pyar Se Jo Mile Gam Lena
Dil Pe Zara Wo Kum Lena
Ok Jaanu Tu Dhin Dhin Na – Ok Jaanu
- Deewaar aaye toh laut jaao, Aisi na bhool karna, Deewaron mein darwaaze , Bann jaate hain samjhe na – Tum Bhi Raahi
- Raaton Se Kam Nahi Haarna, Suraj Ho Tum, Andhiyaar To Hone Hai Gum, Jo Hausala Hai Toh Jeet Hai. Khud Ko Pehchano Khud Ko Jaano – Sun Aye Mili
- Aksar naina bhi to
Kahani kayi bole – Doobi Doobi
- Aankhon Mein Angaar Hai, Angaar Hai, Aur Saanson Mein Toofan Hai, Toofan Hai, Mitti Ki Hum Moorat Hai Par, Haunsle Aasmaan Hai – Dhakka Laga Bukka
- Faalai Lau Dhoop De
Raahe Nayi..
Aa Chale..
Hontho Pe Ho Roshni
Tere Kam Ho Khushi Se Faasle – O Sona Tere Liye
- Koi to bane humsafar, Raahon mein teri. Ye zindagi to vaise ek saza hai, Saath kisika ho to aur ye maza hai.. Tanha tanha yahan pe, Jeena ye koi baat hai, Koi saathi nahin, Tera yahaan to ye koi baat hai..Kisi ko pyaar dede, Kisi ka pyaar lele. Is saare zamaane mein, Yehi pyaari baat hai – Tanha Tanha
- Itne chehron mein
Apne chehre ki pehchaan
Oh ho pehchaan oh ho
Bade bade naamon mein
Apna bhi naamonishaan
Oh ho pehchaan oh ho
Jeene mein phir to kya baat ho
Din naya aur nayi raat ho
Har ghadi bas khushi saath ho – Yai Re Zor Laga Ke Nach Re
- Kaate chahe jitna paro se hawao’n ko
Khud se naa bach paayega tu
Tod aasmaano ko
Phook de jahaano ko
Khud ko chhupa naa payega tu
Koi bhi le rasta, tu hai tu mein basta
Apne hi ghar aayega tu – Naadan Parindey
- Kissi manzar par main rukka nahin
Kabhi khud se bhi main mila nahin
Ye gilla to hai, main khafa nahin
Sheher ek se, gaon ek se, log ek se, naam ek
Phir se ud chala main – Phir se Ud Chala
- Tu kush hai to lage ki jahan mein chhaai hai kushi
Suraj nikle badlon se aur baate zindagi
Sun to zara madhosh hawa tujhse kehne lagi
Ki aditi wo jo bichadte hain ek na ek din phir mil jate hain
Ye aditi jaane tu ya jaane na phool phir khil jate hain – Kabhi Kabhi Aditi
- Jeevan gaadi hai samay paiya aansoon ki nadiya bhi hai
Khushiyon ki bagiya bhi hai rasta sab tera takke bhaiya – Yun Hi Chala Chal Rahi
- O jisey dhoonda
Zamaane mein, mujh hi mein tha – Safarnama
Cute A.R.Rahman Song Lyric Captions:
- Har subah laati hai koi khushi
Shaam aati hai to laati hai
Pyaara sa apna koi – Main Toh Main Hoon
- Aksar naina bhi to
Kahani kayi bole – Doobi Doobi
- Dil Bechara
Friend Zone Ka Maara – Dil Bechara
- Har subah laati hai koi khushi Shaam aati hai to laati hai Pyaara sa apna koi – Main Toh Main Hoon
- Ab kuch to bol dil saheli se khol
Kahani hai wo bol ya sach hai wo bol – Bol
- Le Jaana Tujhko Guiyyaan Aane Waale Hai Saiyyaan
Thaamenge Aake Baiyyaan, Goonjegi Shehnaayi
Angnaayi, Angnaayi – Mehndi Hai Rachne Wali
- Talli hoke girne se samjhi hamne gravity
Ishq ka practical kiya tab aayi clearity – Masti Ki Paathshala
Holy A.R.Rahman Song Lyric Captions:
- Tali Har Bala Humari
Chaya Hai Khumar Tera
Jitna Bhi Rashk Kare Beshak
Toh Kam Hai Ae Mere Khwaja
Tere Kadmo Ko Mere Rehnuma Nahi Chodna Gawara – Khwaja Mere Khwaja
- Ho mujhpe karam sarkar tera, Araj tujhe karde mujhe, mujhse hi riha. Ab mujhko bhi ho deedar mera, Karde mujhe mujhse hi riha, mujhse hi rihaaa.. Mann ke mere ye bharam, Kachche mere ye karam, Leke chale hain kahaan, main to jaanu hi na – Kun Faaya
- O paalanhaare, nirgun o nyaare
Tumre bin hamra kauno nahin
Hamri uljhan suljhao bhagwan
Tumre bin hamra kauno nahin
Tumhe hamka ho sambhale
Tumhe hamre rakhwaale
Tumre bin hamra kauno nahin – O Paalanhare
Patriotic A.R.Rahman Song Lyric Captions:
- Main Gaya Jahan Bhi, Bas Teri Yaad Thi, Jo Mere Saath Thi, Mujhko Tadpaati Rulaati, Sab Se Pyaari Teri Soorat, Pyaar Hai Bas Tera, Pyaar Hi. Maa Tujhe Salaam, Maa Tujhe Salaam, Amma Tujhe Salaam – Vande Mataram
- Aaja-aaja jind shamiyane ke tale
Aaja jariwale nile aasman ke tale
Jai ho, jai ho – Jai Ho
Sad A.R.Rahman Song Lyrics:
- Teri Tarah Lagta Tu Hai, Yeh Tu Magar Hai Nahi, Chehra Tera Hassta Toh Hai, Aankhein Magar Khush Kyun Nahi – Rihaayi De
- Kaise kahen kya hai sitam, Sochte hai ab yeh hum, Koi kaise kahen woh hai ya nahi humare.. Karte to hai saath safar, Faasle hain phir bhi magar, Jaise milte nahi kisi dariya ke do kinare.. Pass hain phir bhi paas nahi, Humko yeh gum raas nahi, Seeshe ki ek diware hai jaise darmiya – Jashn-e-Bahara
- Dhire-dhire aangan utre andhera, mera deep kahan
Dhalke suraj kare ishara chanda tu hai kahan
Mere chanda tu hai kahan – Luka Chupi
- Teri nazron mein hain tere sapne
Tere sapno mein hain naraazi
Mujhe lagta hai ke baatein dil ki
Hoti lafzon ki dhokhe-baazi
Tum saath ho ya na ho, kya fark hai?
Bedard thi zindagi, bedard hai – Agar Tum Saath Ho
- Yeh baat wahan tak na pahunchi
Yeh chot jiya tak na laagi
Oh oh yeh dard zubaan tak na aaya
Yeh tere dil vich ki aaya – Ramta Jogi
- Tu toh, nahi, hai lekin
Teri, muskuraahatein hai
Chehra, kahin, nahi hai, par
Teri, aahatein, hai
Tu hai, kahan, kahan, hai
Tera, nishaan, kahan, hai
Mera, jahaan, kahaan hai
Mein adhura, tu adhuri
Jee rahi hai.. – Aye Ajnabi
Hashtags of A.R.Rahman to boost your post:
#arrahman #arrahmansongs #arrahmanmusic #arr #bollywoodsongs #bollywoodlyrics #bollywoodsonglyrics #arrahmanbollywoodsongs #arrahmanvibes #arrahmanmusical #arrahmanaddict #arrahmanfans #arrahmanlive #arrahmanforever #captionwala
Unleash the witty wordsmith within you!
Ask for more captions now and get ready to leave a trail of musical nostalgia wherever you go!
Happy A.R.Rahman Music to you all!
Enjoy!
You might also like:
1 Comment
💍 100 Romantic Propose Day Captions 2024: Your Ultimate Guide to Heartfelt Declarations! 💖 - CaptionWala | Caption Ideas
7th Feb 2024 - 9:48 PM[…] “Khud ko mein Haar gaya tumko, Tumko main jeeta hoon.” – Tum Ho (Rockstar) […]