KK – an epitome of versatility, calm, and grace. You have left us but your legacy would always continue. Bringing you some of the best KK song lyric captions by CaptionWala!
Use original, Use CaptionWala!
Soulful Loss KK Song Captions:
- “Dard mein bhi yeh lab
Muskura jaate hai
Beete lamhein humein
Jab bhi yaad aate hai” – Beete Lamhein (The Train)
- “Tadap Tadap ke is dil se aah nikalti rahi,
Mujhko saza di pyaar ki, Aisa kya gunah kiya,
Toh lut gaye, Haan lut gaye,
Toh lut gaye, Hum teri mohabbat mein” – Tadap Tadap Ke (Hum Dil De Chuke Sanam)
- “Alvida, alvida..meri raahein alvida
Meri sansein kehti hai alvida..
Alvida alvida..Ab kehna aur kya
Jab tune keh diya alvida“ – Alvida Alvida (Life In A Metro)
- “Sach keh raha hai deewana dil, dil na kisi se lagaana
Jhoothe hai yaar ke vaade saare
Jhoothi hai pyaar ki kasmein
Maine har lamha jisse chaaha
Jisse pooja ussi ne yaaron mera dil toda toda
Tanha tanha chhoda” – Sach Keh Raha Hai (RHTDM)
- “Jane yeh kaisi aag lagi hai Isme dhuwa na chingari
Ho na ho uss par kahi koi Khwab jala hai sine me
Awarapan banjarapan ek hala hai sine me” – Awarapan Banjarapan (Jism)
First Love KK Song Lyric Captions:
- Ek nazar mein bhi pyaar hota hai, maine suna hai – Ek Nazar Mein Bhi (Taxi No.9211)
- “Kyun aajkal neend kam khwaab zyada hai
Lagta khuda ka koi naek iraada hain
Kal ka fakir dil aaj shehzada hain
Lagta khuda ka koi naek iraada hain
Kya mujhe pyar hain aah
Kaisa khumaar hain aah” – Kya Mujhe Pyar Hai (Woh Lamhe)
- “Khuda jaane ke mein fida hoon,
Khuda jaane mein mitt gaya,
Khuda jaane yeh kyun hua hai,
Ke ban gaye ho tum mere Khuda” – Khuda Jaane (Bachna Ae Haseeno )
- “Doston ki dosti, yaaron ki yari kam lagne lagi behke hai hum behka yeh sama hai” – Mera Pehla Pehla Pyaar (MP3)
- “Tu hai aasmaan main, teri yeh zameen hai
Tu jo hai to sab kuch hai na koi kami hai
Tu hi dil hai tu hi jaan bhi hai
Tu khushi hai aasra bhi hai
Teri chaahat zindagi hai
Tu mohabbat, tu aashiqui hai” – Tu Aashiqui Hai (Jhankaar Beats)
- “Pathhar ke inn raston pe
Phoolon ki ek chadar hain
Jabse mile ho humko
Badla har ik manzar hain
Dekho jahaan mein neele neele aasmaan tale
Rang naye naye hain jaise ghulte hue
Soye he khwaab mere jaage tere waaste
Tere khayaalon me hai bheege mere raaste” –Kya Mujhe Pyar Hai (Woh Lamhe)
KK Song Lyric Captions for friends:
- “Hum rahen ya na rahen kal
Kal yaad aayenge ke ye pal
Pal, ye hain pyar ke pal
Chal, aa mere sang chal
Chal, soche kya, Chhoti si, hai zindagi
Kal, mil jaaye to hogi khush-naseebi“ – Pal (Pal )
- “Aaj bhi jab woh pal
Mujhko yaad aate hain
Dil se saare gumo ko
Bhoola jate hai” – Beete Lamhein (The Train)
- “Yaaron dosti badi hi haseen hai
Yeh na ho to kya phir
Bolo yeh zindgi hai
Koi to ho raazdaar
Be garaj tera ho yaar
Koi to ho raazdaar“ – Yaaron (Pal)
Motivating KK Song Captions:
- Kuch Aaisa Karke Dikha
Khud Khush Ho Jaaye Khuda
Aashaayen Khile Dil Ki
Ummeedein Hase Dil Ki
Ab Mushkil Nahi Kutch Bhi
Nahi Kutch Bhi
Aashaayen Khile Dil Ki
Ummeedein Hase Dil Ki
Ab Mushkil Nahi Kutch Bhi
Nahi Kutch Bhi.- Aashaayen
- Tu jo mila lo ho gaya main qaabil
Tu jo mila to ho gaya sab haasil haan!
Mushqil sahi aasaan hui manzil
Kyunki Tu.. Dhadkan.. Main Dil… – Bajrangi Bhaijaan
Romantic KK Song Lyric Captions:
- Hai baahon mein rehna, Kahin abb naa jana Hoon mehfooz inme, bura hai zamana.
- Bheed mein logo ki woh hai wahaan, Aur pyaar ke mele mein akela, Kitna hoon mein yahaan – Dil Kyu Yeh Mera (Kites)
- Tum Pe Mar Ke Mein To Jee Gaya
- Chalo abb jo bhi ho, tum haa yaa naa kaho, mere dil mein tum hi tum ho, ab toh forever – Ab Toh Forever (Ta Ra Rum Pum)
- Chahe Jise Door Se Duniya, Woh Mere Kareeb Hai – Ajab Si (Om Shanti Om)
- Aaj Bhi Jab Woh Pal Mujhko Yaad Aate Hain Dil Se Saare Gumo Ko Bhoola Jate Hai. – Beete Lamhen (The Train)
- Jindagi Ki Shaak Se Lu Kuchh Haseen Pal Main Chun, Tujhko Main Kar Lu Haasil Lagi Hai Yahin Dhun – Dil Ibadat (Tum Mile)
KK Hashtags for KK Songs:
#kk #bollywoodsongs #bollywood #songs #hindisongs #bollywoodnostalgia #kksongs #kksinger #rememberingkk #captions #songlyrics #captionwala
We hope you got the best lyrics you were looking for. For more such amazing captions, visit us or simply call us, we’d be happy to help.
Featured Image Source: The Times of India